Shayri
1- Yoon Hi Nahi milta mukam use pane ke liye chalana padta hai, Itana aasan Nahi hota kamyabi Ka Safar, use pane ke liye kismat se bhi ladna padta hai. 2-jo Safar ikitiyar karte hai. Wahi manjilo ko par karte hai. Bas ek bar chalane Ka hausla to rakho Mere Dost Aise musafiro Ka To raste bhi intenjar Karte hai 3- Khushi ek ehsas hain jise Har Kisi ko talas hain gum ek anubhav Jo har Kisi ke Pas hain Par jindgi wahi jita hain jise khud par viswas hain 4-Ai Dil Kisi ki Yaad mein Rona Bekar Hain Aanshu Bade Anmol Hai Inhe Khona Bekar Hain Roye To Unake Liye Jo Tum Par Nisaar Hain Unake Liye Kya Rona Jinake Aashiq Hazaar Hain 5-Mere Dil Ko Ab Kisi se Geela Nahi Man se Jise Bhi Chaha Vo Mujhe Mila Nahi Badanasibi Kahoon Ya Vakt Ki Bewafaai Andhere Mein Ek Deepak Mila Par Vo Bhi Jala Nahi 6-वक्त के मोड पे ये कैसा वक्त आया है। जख्म दिल का जुबां पर आया है। न रोते थे कभी कांटो भी चुंभन से आज न जाने फूलो की खुश्बु से रो...